Feedback submitted successfully!
شرعی مسائل
یہ ایک ایسا اسلامی تحقیقی مرکز ہے جو اسلام کے بنیادی اصولوں اور جدید دور کے چیلنجوں کے درمیان ہم آہنگی پیدا کرنے پر توجہ مرکوز کرتا ہے۔ ہماری تحقیق کا مقصد اسلامی تعلیمات کی روشنی میں موجودہ مسائل کے حل تلاش کرنا ہے جسے ہمارے اسکالرز بحسن و خوبی انجام دے رہے ہیں۔
    • سوال نمبر
    • 28
  • Maa.n baap, ek beta aur teen betiyaa.n chhode.n
  • 1
    • Farooque Mahaimi
    • Research Scholar
  • Farooque Mahaimi
  • الجواب

Kya farmaate hain 'ulamaa-e-deen wa muftiyaan-e-shar‘e mateen masala-e-zail mein:

Zaid ka inteqaal hua. Usne maa.n baap, ek beta aur teen betiyaa.n chhodee.n. Zaid ka tarka kaise taqseem hoga?

 

Al-Jawaab:

 

Wiraasat ki taqseem se pehle jo cheeze.n zaruuri hain, unke puura hojaane ke ba’d mayyit ka tarka 30 hisso.n mein taqseem karke paanch paacnh hisse mayyit ki maa.n baap ko diye jaae.n chaar chaar hisse mayyit ki teeno.n betiyo.n ko diye jaae.n aur aath(8) hisse mayyit ke bete ko diye jaae.n Balafz-e-digar, yuu.n samajhiye ki mayyit ke tarke mein se 16.6666666667% hissa maa.n ka hai 16.6666666667% baap ka hai  aur mayyit ki teeno.n betiyo.n mien se har ek ka hissa 13.3333333333% hai aur mayyit ke bete ka hissa

26.66666666667% hai

6 × 5 = 30

Mayyit

Umm (Maa) Abb (Baap) Bint (Beti) Bint (Beti) Bint (Beti) Ibn (Beta)

1                      1                                              4         

5                      5                                              20

5                      5                      4                  4                  4                 8                     

Wallaahu Ta‘aala A‘lam bis-sawaab

Farooq Khan al-Mahaaimi

Date: 27 Rabi‘ al-Awwal 1443H / 3 November 2021

Transliteration: Faiz Ashrafi

About

Farooque Mahaimi

Farooq Khan Mahaimi Misbahi is a Sunni Islamic scholar who has pursued both religious and secular education. He earned his degrees in 'Aalim, Faazil, and Ifta' from Jamia Ashrafia, Mubarakpur, Azamgarh, UP, and completed 'Munshi, Maulvi, Aalim, and Kamil' certifications from the UP Madrasa Board. Additionally, after passing Matriculation and Intermediate from school, he obtained his B.A. and M.A. degrees from Maulana Azad National Urdu University (MANUU). Mahaimi Saheb served for six years at Darul Uloom Mahboob Subhani, Kurla, Mumbai, focusing on issuing fatwas and teaching. For the past three years, he has been teaching at Jamiat-ul-Madina Faizan-e-Kanz-ul-Iman, the central seminary of Dawat-e-Islami in Mumbai. Additionally, for the last year, he has been affiliated with the Maula Ali Research Centre, managed by Minara Masjid Trust. Alhamdulillah, Mahaimi Sahib has worked on ten books so far, authored numerous articles, and issued over a hundred fatwas. May Allah accept his efforts.

Farooque Mahaimi
Feedback Form